SHRI TRIDANDI SWAMIJI MAHARAJ |
visit:https://www.facebook.com/tridandidev.sansthanam
sharanagati ki visheshata-
1) Sharanagati sakal fhal denevali hai.
2) Sabhi koi shanagati ke adhikari hai
3) Sabhi desh, sabhi kaal, kisi bhi avashta mein sharanagati ki ja sakati hai.
4)Sharanagati jeevan mein ek hi baar karani padati hai
5) Sharanagati anaayaas saadhya hai.
6) Sharanagati anaayaas saadhya hone par bhi dusari drushti se vichaar karane par kathin siddh hoti hai. isa mein maha vishwas avashyak hai.
7) Sharanagati bhramashtra ke samaan prabhaav rakati hai.
sharanagati n kisi paap se nasht ho sakati hai n koi paap hi sharanagati se milane vale fhal mein prathiband daal sakata hai.
9) Sharanagati shri bhagawadgita kaa pradhan pratipadhya vishay hai
10) Sharanagati uttam sadhan hai, sharanagati ke samaan dusara koi shresht sadhan sansar main hai hee nahee.
saranagati |
visit : https://www.facebook.com/ShriTridandiSwamijiMaharajbuxar
jai shriman narayanpandit shridhar mishra
Anyatha Sharanam Nasthi Thwamayava Sharanam Mama :Thasmath Karunya Bhavayana Raksha Raksho Janardhana !
ReplyDelete